Posts

Showing posts from December, 2005

khoj

khoya hai maine jo karna hai hasil woh, hausle past hain dikhe nai disha mujh ko. khud ko bhulaya jo maine to bhula jahan aaj mujh ko pa kar sab kuch aakhir khoya hai maine khud ko. astitva ki khoj fir se karni hai mujh ko, jo khoya tha maine woh pana hai fir se mujh ko. jo ruthi hai khushiyan lautana hai khud ko unko bas is baar khushiyon ka naya matlab samjhana hai ab mujhe khud ko.

Badalte chehre

ik kona hai dil ka jise sab se chhupana chahti hun, kaaran nahi maloom fir bhi us mein tumhein basana chahti hun. ho nahi tum wahan jahan maine tumhein basaya tha, jane kyon us kone ko apne aansuon se sajana chahti hun. dhoondh rahin hun aaj fir se bebasi mein, is ghutan mein, ye baat koi samjhega nahi na hi kisi ko batana chahti hun.... ************************************* paas rehna hai mushkil , dur woh jane nai dete. batiyayein agar hum to kehte hain, waqt zaya kyon karte ho, na kahein kuch to poochte hain chup kyon baithe ho..... dil mein umange kayi jaga kar shararat aankhon se woh kehte hain, paas aane ka jhansa de kar dur se hi alwida keh chal dete hain. paemana ishq ka pila kar jaan humari woh loot lete hain, jab ho jate hain hum bekabu to dur hum se woh khud ko kar lete hain. dur khade reh kar shararton ka asar woh dekha karte hain, hum jaante hain ye ada hain unki pyar mein pyar se sazayein woh dete hain.

Pittsburgh

Image
Sitting on the recliner, more precisely an old man's chair in my friend's words, I feel like thinking nothing but going a week back when a journey began. A bus journey through Greyhound bus to Pittsburgh. Believe me, in US you got to see US through these too. These may not be that comfortable as our Volvo drives from Bangalore to Mumbai but they indeed reflect true self of US. There is not much difference to see, same people, same gossips of bus or may be just a bit of difference in skin color and this is it. Amidst this chit chat started a night drive in one of those Bangalore type local buses. Night journey has always enchanted me for more than one reason but one of those is the breath taking view of big cities lit like stars of yellow color laid on earth especially when viewed from top of hills. Ohio looked essentially the same and the arrival at Pittsburgh was marked by a sight of rivers also as soon as we came out of a tunnel. The city was snow clad and it was easy to gu